Bhatakte naav ka kinara ho tum - kavya
यह काव्य ,कवि C. P. गौतम द्वारा रचित है , कवि C. P. गौतम काशी हिन्दू विश्वविद्यालय के छात्र है |
Bhatakte naav ka kinara ho tum - kavya
भटकते नाव का किनारा हो तुम
दुनिया में सबसे प्यारा हो तुम
जो बात कर लें दिवाना हो जाए
धरा की परी आशमां का तारा हो तुम
चंचल अदाएं खूबसूरत है रूप
हसीनों में हसीन सितारा हो तुम
जो बात कर लें दिवाना हो जाए
धरा की परी आशमा का तारा हो तुम
समझते समझते जो कुछ मैं समझा
दिल से साफ सोच से सुन्दर
नटखट सरारा हो तुम
खुशी जहां भी रहो प्यार सी. पी .मिले
निर्मल गंगा की धारा हो तुम
जो बात कर लें दिवाना हो जाए
धरा की परी आशमां का तारा हो तुम
धरा की परी आशमां का तारा हो तुम
दुनिया मे सबसे प्यार हो तुम
दुनिया मे सबसे प्यार हो तुम
कवि सी. पी. गौतम
bhatkte nav ka kinara ho tum
duniya me sabse pyara ho tum
jo bat kar le deewana ho jaye
dhra ki pari asman ka taara ho tum
chanchal adaye khubsurat hai roop
haseeno me haseen sitara ho tum
jo bat kar le deewana ho jaye
dhra ki pari asman ka taara ho tum
samjhte samjhte jo kuch mai samjha
dil se saaf soch se sundar
natkhat sharara ho tum
khushi jahan bhi raho pyar c.p. mile
nirmal ganga ki dhara ho tum
jo bat kar le deewana ho jaye
dhra ki pari asman ka taara ho tum
dhra ki pari asman ka taara ho tum
duniya me sabse pyara ho tum
duniya me sabse pyara ho tum
Comments
Post a Comment
boltizindagi@gmail.com